Agar main apni bachpan ke taklifaun ka warnan karun to kitne book likhne pad jayenge.Kair koi bat nahin mere kuchchh anuman aise hain jise aam aadmi apnakar jiwan rangin bana sakta hai..Jaise agar hamain successful insan banna hai to taklifaun ko gale lagana hoga.Khud pe bharosa karna hoga ki jo aap kar rhe hain usko pura karne karne ki puri ability aap main maujud hai agar khud pe bharosa nahin to dunian ki koi bhi chij nahin pa sakte......
No comments:
Post a Comment